pipe welding ka kaam hai. welding karne ana chahiye . site pe manager jaisa welding karne bolega waise pipe ya structure welding karna padega. agar team ka senior welder site pe rahega toh fitter ka bhi kaam karne ana chahiye. subhe 9 se shaam 5 baje tak kaam chalta hai.