Office ki saaf saafai karna, chai banana, market se office ki choti moti cheezen lana, ya koi urgent market ka kaam to office ke kaam mein help karna, apni bike hona zaroori hai, jaha bhi aap office ke kaam se jaaoge, uske petrol ke paise milenge. Office ke timings 10 baje se 7-7:30 baje ka hai.